Chand se chamakti pairo ko chu kar jo hawa ka joka aaya hai, kitna sheetal hai...
Naram pankho ko chedti hui jo bund tapki hai, kitna nirmal hai...
Tumhare mann se, tumhari khusbhu se mehekta jo khayaal aaya hai, kitna madhosh hai...
Aur mujhe chu kar tum tak jo sawal pocha hai, woh kitna pyasa hai...
Kya yahi pyaar hai? Ya abbhi kisi paribhasha ki aavshyakta hai?!

No comments:
Post a Comment